Tuesday, January 18, 2022

Wazaif e Ghawsia

                                                         Bismi Allahi arrahmani arraheem

In the name of Allah, the most Gracious, the most Merciful

Wazaif e Ghawsia

These Wazaif are recommend by Hazrat Ghaws e Azam, Sheikh Abdul Qadir Jilani (may Allah be pleased with him)

His blessed tomb (Mazaar Sharif) is in Baghdad, Iraq and is situated at Babul-Sheikh, Resafa (East bank of the Tigris).


READING FOR SUNDAY
   Transliteration: Wird roz yakshnbah (itwar) Bismiallahi rahmaani Arheem. Howallah hoo allahzi laaiallaha illah hoowa aljaleelu rahmaanu raheemu latifu_ul_ haleemu raoufu_ul_ affowu almominu naseeru_ul_mujeebu almugeesu alqreebu assariou
Transliteration: Alkareemu zulikraami zutooli rabbi aksini min jamaali badiee alanwari aljamaliyaati wama yudhishu abwaaba zzarrati alkawaniyati fatawjjahoo elayya haqaeequ almukwwanaati tawajjaha almuhabbati zzatiyati aljazibaati elaa shuhoodi mutlaqi aljamali allazi layuzaa raa hoo qubihun walayaqtaou anhoo aylaamuun wwajalni marhoomin kulli rahmin behukmi alatfi alhibbi allazi la
Transliteration: Yashoobo hoo antiqaamunn wala yunaqqisu hoo gazabunn wala yuqtaou madadahoo sababun wwatawwalla zaalika behukmi abadiyati warissiyatika eela gairi nihayaatinn lla taqtaou madadahoo sababun wwatawwala zaalika bihukmi abadiyyati warisiyyatika elaa gairi nihayaatin laa taqtaouhaa gayatunn ya raheemu hu waraheem rabba hoo rabba hoo gaousa hoo ya khafiyan laa yazharu ya zahirann lla yakhfa latufat asraaru wajoodika  alaalaa fatura fee kulli majoodin wa'alat anwaru zahooruka alaqdasi fabadat fee
Transliteration: kulli mashoodin wa'anta alhaleemu ilmannaanu birrafati walafwi assari'ee bilmagfiraati maouminu  alkhaeefeena naseer ul mustageseena alqareebu bemahwi jahaati alqurbi walbudi ann ayuni alarefeen ya kareem ya kareemu ya zatooli walikraami salamun qaulan min rabbi raheemin walhamduliallahi rabbil alameen

READING FOR MONDAY
Transliteration: WIRD DO SHANBAH (PEER) Bismiallahi rahmaani Arheem. Ho wallah hula zi laiallah ha iallah ho wa alhaleemu araheemu alfa'alu al'lateefu al'waliyu alhameedu alsabooru alrasheedu alrahmaanu rabbi aziqni mim bardi hilmika alayya mabtaheeju behi fee awalimiy fala'aa ash'hadoo fee alkauni iallah mayuktazi sakuni warizaai fainnaka
Transliteration: Alhaqqu wamruka alhaqqu wa'antal hakeemu raheem rabbi ash'hidni mutlaqa fa'iliyyatika fee kulli mafoulin hatta la'ara failan gairaka liakoona mutameenan tahta jiryaani aqdaariqa munqaadan leequlli hukmin'n wjoodiyin'n ayiniyin wwgaibiyin wabarzakkhiyin yana fikhan'n rooha amrihii fee kulli ayenin ij'alni munfailan fee kulli halin limma yuhawwi luni anzulumati takwinaati wamhaq feali wafeiala
Transliteration: Alfaaeleena fee ahadiyyata feelika watawwalni bijameeli hameedi khtiyariqa lee  fi jamee'ee tawajjuhaati wa'afini minni iradaati wasabbirni wasaddini warhamni washabni bil'lutfi walinayaati bemahiyyatin khaa'satin minka wahaqiqni biqurbika allazi laa wahshata ma'aahoo ya rahmaanu ya sallamu walhamuduliallahi rabbil alameen.

READING FOR TUESDAY
  Transliteration: WIRD ROZ SAH SHANBAH (MANGAL) Bismiallahi rahmaani Arheem. ilaahi maa ahmalaqa alaa man asaka wama'aa aqrabaka mimman da'aka wama'aa atfaka alaa man salaka wamaa'aa ar'aa faka biman ammalaka man zallazi salaka faharram tahoo aulajaa alaika faahmaltahoo aoutaqqaraba  minka  fa'abaddatta hoo aouhariba ilaika fatarad tahoo lakal khalqu
Transliteration: 
Wal amru Illahi atraka tuazzibuna wa tuheeduka fi quloobina wamaa akhlaqa   tufaalu walaeen faalta ataajmauna maa qumin taala ma bagdana hum laqa fabima lamauknuni fi asmaaieka wama warta hul aajabu min bihaaiyka un taghfur lihazi nafssil haluei wlihazal qalbil juzhooil llahdi la yasbiru liharil shamsi faqayfa yasbiru lihari narika ya haleemu ya azeemu
Transliteration: 
ya kareemu ya raheemu allahhumma inna nauzubika mina zulli illaka waminal khaufi illa laka mina al khaufi alla minka wamina alfaqri illa'aa ilaika allahumma kama sunta  wujuhana'aa ann tasjuda ligairika fasun aydena ann tamtad'da  bissu aa li legairika  laila ha illaha anta subhanaka inni kuntu minnazlae meen  walhamudulilllah hi rabbil alameen.

READING FOR WEDNESDAY
Transliteration: WIRD ROZ CHAHAAR SHANBAH ( Budh ) Bismiallahi rahmaani Arheem. ilaahi  amma qidamuka hadasi fala'aa ana wa ashraqa sultanu noori wajhika fa'aa ana wa ashraqa sultanu noori wajhika fa'aa zaa''aa haikala bashariyyati wala siwaka famadama minni fabida wamika wama fana anni fabiroo yati'yee iyyaya wa inta daayemaai mu laailaha illa anta asaaluka bil alifi iza taqaddamat    
Transliteration: Wabil haa'e minni iza anqalabat la man an tafni yani bika anni hatta taltahiqa  assifatu bissifati wa taqa'aa arrabi tatu bizzati  lailaha illa'aa anta yahayu yaqyuoomu ya zuljalali walikraam wasllala hoo tala wasallam alaa sayyedina muhammadin wa'alaa aalehe wasahbehi ajmaeen  walhamduliaalah hi rabbil almeen walhamduliaalh he  wahda hoo.

READING FOR THURSDAY
 Transliteration: WIRD ROZ PANJSHANBAH (JUMERAAT) Bismiallahi rahmaani Arheem. Allaho lailla illahoo wa alhayyul qayuoom ALIF LAAM MEEM allahoo lailaha illahoo wa alhayul qayuoom wa'anatil wujooho lilhayyi alqyuoom allahumma inni asaaluka ya'allah hoo ya'allah hoo  bimasalaka behi nabbiyuka muhammdun salla allah hoo tala alahi wa alaihe wasallama ya wadood ya wadood ya wadood
Transliteration: Ya zal arshi almajeed ya mubdiou ya fagalunl'lima yureedu  asaaluka benoori wajhika allazi mala  arkana arshika wabiqudratika allati qadarta behaa ala jame'ee khalqi ka wabi ramatika allati wasiat qulla shae'en laa'aa ila hee illa'aa anta ya mugeesu  agiseeni agiseen agesseni allahumma inni asaluka  ya lateefu qabla qulli lafifin wa ya lateefu bada kulli
Transliteration: Lateefen ya lateefu ya lateefu ya lateefu latufat bekhalqi  assamawati walard   asalooka ya rabbi kama latufta bekhalqi  assamawati walardi asaaluka ya rabbi kama latufat bee fee zulumaati'l ahshaa ultuf bee fee qazaa'ee ka wa qadrika wafarig anniz'daika wala tu hamilni mala'aa otiku behurmati muhammadin salla allah hoo tala raziya allah hoo tala anhu  ya lateefu ya lateef ya lateef
Transliteration: ultuf bee bikhaffi'ye khaffi'ye  khaffi'ye  khaffi'yee lutfika alkhaffi'ye alkhaffi'ye innaka qulta waqauluka alhaqq allah hoo latifun be'e'badi hee yarzuku man yushaaou  wahoo wal qawwiyu alhazeez wahasbuna allah hoo wanima al wakeelu walhamduliaalh hee rabbil alameen.

READING FOR FRIDAY
Transliteration: WIRD ROZ ( JUMMA ) Bismiallahi rahmaani Arheem. Allahhumma inni asaluka biazeemi qadeemi kareemi maknooni makhzooni asmaaeka  wabi anwaai ajnaasi raqoomi naqooshi anwarika  wabi azeezi izaazi ta'azuzi  izzatika  wabi hawli tooli jooli shadeedi quwwatika wabi qadri miqdaari iqtidaari qad ratika  wabita yiydi watah meedi tamujeedi tazeeemi azmatika wabibisumuwinnu muwwi ulluwi rafatika wabiqyuumi daimoomi dawami muddatika
Transliteration: Wabirzwani gufraani amaani mugfiratika wa bi rafi'e badi'e mune'e sultanika wasatwatika wabirahbooti  azamooti  jabrootii jalalika wabislaatis aati sia'ti  bisaati rahmatika wabilawa me'e  biwariqi swaae'qi ajeeji hajeeji raheeji baheeji noori zaatika wa yahri  qahri jahri maimooni irtbaati wahdaniyatika wa bahdeeri hayyari tyaarinayyari amwaji bahrikal muheeti
Transliteration: Bimalakootika  wabinni sahi infisaahi miyadeeni berazikhi kursika wabi hayi kalliyati ulwiyyati rohaniyyati amlaaqir ruhaaneenal muddabbireena lilkwakibil mudeerati beiflakika wabihaneena aneena tasukeena qulubil mureedeena biqurbika wabikhda'aati haraqaati zafaraatil khaaefeena min satwatika wabiamali nawali aqwali
Transliteration: Almujtaheedeena  fee marazatika wabitakh di'ee tafzi'e  tafazzu'ee  tazeemi mara'aae ris sabireena alaa bilwaa'eka wabita'abbudi tamajjudi tajjaludil abedeena alaa ta'atika ya awwal ya akhir ya zahirya batin ya qadeem ya muqeem ya qweemu itmiss bitalismi Bismiallahi rahmaani Arheem sharra suwayda aa'ee qulubi aa'daa'ena wa aa'adaaeka wadduka aaw'naka ro'ousizza lamati
Transliteration: Bisyufi nashaati qahrika wasatwaatik wahjubna behujoobikal kasifaati behaulika waquwwatika waqudratika ann lahazaati lamahaati lama'aati absarihimid da'efati beizza tika  waqudratika wastawatika ya allah yaa'allahoo wasubbu alaina min an beebi miyazeebitwwa fiqi fee rauzatis sa'adati ana'aae lailika wa atrafa naharika wagmisnafi
Transliteration: Ahwaadi swaaqi masaaqi birabbika wa rahmatika wa qayyidna biqyuudis sallamati anil kue'e   fee masiyyatika yaa'aa awwalu yaa'a akhir ya zahiru ya batinu ya qadeemu ya qweem ya muqeem ya mola'ee  ya qadir ya maulaa'e ya gafir  ya lateef ya khabeer allahumma zahalati aluqulu wan hasaratil absaru waharatil auhaamu wazakatil anhaamu wabaou datil
Transliteration: Khuwatiru waqasuratiz zunoonu ann idraki kunhi kaifiyyati zaatika wama zahara mim bawadi ajaeebi anwaae asnafi qudratika doon al bulugi ilaa talaloo wi lamahaati lamahaati barooki sharooqi asmaaeka ya'allahoo ya'allahoo ya'allahoo ya awwalu ya akhiru ya zahiru ya batinu ya qadeem ya muqeem ya noor ya hadi ya badi ya baqi ya zuljalali wal iqraam
Transliteration: laillaha illa anta birahmatika nastagees ya gayyasa almustageseena agisna laaillahaa ilaa'aa anta berahmatika arhamna allahumma muharrika alharkaati wamubdi yaa nihayaatil gayyati wamukh rija yanabe'e qazabaani qazabaatinna baati wamushaqqi qi summi jalameedis sukhuri arrasiyati walmunbi'aa minhaa maa;aa un m'maeynun lilmakhlu qaati walmuhyiya behee saa'aaeral
Transliteration: Hayiwanaati wannabataati  walaalimi bimakh talaja fee sadoori him'm min  asraari him wa afkaari him wafakki ramzi nutqi isharati khaffiyatilu gaatin namalis sarihaati ya man sabbaht wa qaddastwa azamat wakabbarta wamujjaddat lejalali jamaali kamaalin aqdaamin aqwaali au'zaami izzihi wajabarootihi malaa'aaeku sab'e samawatikal alna fee hazal aami
Transliteration: Wafee hazashhahri wafee hazi'heel jummu'aati wafee hazi hees a'aati  wafee hazal waqtil mubariki mimman da'aaka fa'ajjabta hoo wasalaka fa attiyata hoo watzzara aa ilaika farahimta hoo wailaa darika daris salami adniyyatahoo  befazlika ya jawwadu ya jawwadu ya jawwadu jud alaena wa'aa  milna bima anta ahlu hoo wala tuqabilna bima nahnu ahlu hoo
Transliteration: innaka anta ahluttaq wa waahlul mugfirati ya arhama arrahemeen ya allah ya allah ya allah ya awwalu ya akhiru ya zahiru ya batinu ya qadeemu ya qawwimu ya muqeem ya noor ya hadi ya badee ya baqi ya zuljalaali wal iqraam laailaha illa inta berahmatikanastageesu ya giyyasal mustagiseena agisna lailaha ilaa aa anta wabirahmatika ya arrahma rahemeen

READING FOR SATURDAY
   Transliteration: As'aaluka allahumma un tusalli alaa sayyidena muhammadin wa alaa alihi wasahbi hee watusallima wa ani tuqziya hawaae jina yaa'aa ya allah ya allah ya allah walhamduliallah he rabbil alameen. WIRD ROZ SHANBAH  (WIRD HAFTA) Bismiallahi rahmaani Arheem. Allahumma yamanni amahoo la tuhsaa wa amruhoo la yusaa wamooru hoo la yutfa wa lutfu hoo
Transliteration: la yukhfa ya man falaqal bahra limmusa wa ahyal mayyital le'esa waja alannara bardanwa salaman alaa ibraheema salle alaa sayyideena muhammadin waj'al l'li min amri fara janwwa makhraj allahumma bitala loo wi noori bahaa'ae hujjibi arshiqa min adaa'ee ehtajabtu bistatwatil jabarooti mimman
Transliteration: 
Yakkidooni ta hassantu wabi haouli tauli jooli shadeedi quwwatika min kulli sultanin tahassantu wabidaimumi qayuumi dawaami abadiyyatika min kulli shaetaani ista'aztu wabi maknoonis sirri min sirri sirrika min kulli haa'aammatan takhallastu  wata hassantu ya hamilal arshi un hamalatil arshi ya habisal wahshi ya shadeedal batshi
Transliteration: Alaika tawakkaltu wailaika  anabtu ehbas anniye man zalamani wa aglib alyya man galabani katab allah hoo la galibanna ana wa rasooliii innallah ha qawwiyun  azeez allah hu akbar allah hu akbar wa'azzu min khalqi hee jami aa allah hoo aa'azzu mimman akhaafu wa ahzaru aouzu biallah hillazi laailahaa illa hoo wa mumsikus samawati ssab'ee un
Transliteration: Taqa'aa alaal ardi illa be iznihee min sharri abdika fulani wa janoodi hee wa atbaee hee wa ashyaa ee hee minal jinni walinsi allahumma kunli jaran min sharri him jami un  jalla sana'aaouka wa'azza jaruka watabara qasmuka wala'aa illa haa gairuka taf'aalun matasha'aaou wa anta alla kulli shae'en qadeerun walhamuduliallah he rabbil alaeen.

Ya Salamo ka Wazifa

 


Ek hi amal se ye do chizay nasib hogi insha Allah.murshid e pak ne ye tareeqa kai muridin ko bataya hain aur aaj ap sab se share karnay k liye bhi ijazat hain.jis ism e pak ka amal likh raha hun umooman log es ism e pak k asrat se waqif nahi na itni ahmiyat di jati hain.

Ye ism یا سلام hain jo ki aapnay image se kiyas laga liya hoga.Tarkeeb ek dam aasan di hui hain murshid e pak ne jo yun hain ki urooj mah me Kisi bhi saad din se ism e pak  
Ya salaamu ki zakwat ka aagaz karay aap chahay Kisi bhi nauchanday din se karay jaisay jumerat jumua ya itwar peer se ya phir aap enhi dino me urooj mah se shuru karay.
Aap din rat me ek waqt muqrrar kar k rozana ek goshay me baith kar bagair Kisi se bat kiye 3125 martba یا سلامُ ka wird karay awwal o aakhir 3—3 martba durood e pak parhay.
Amal ki muddat 120 din ki hain aur lagatar Kisi din nagay kiye bagair ye zakwat ada karay.120 din bad aap es ism e pak k amil hain.

koi parhez nahi.bas parhtay waqt munh se koi bu na aaen maslan kachi pyaz lahsoon ki tambaco bidi cigaratte ki bu na aaen esliye amal se pahlay munh saaf kar liya karay.bawuzu parhay aur koshih karay ki ziada waqt bazuwu raha karay.


Ab jagah ki pabandi lazmi nahi bas waqt muqrrar ki agar pabandi kar paaen to behtar hain warna wo bhi lazmi nahi jab bhi waqt fursat milay parh zaroor liya karay.

Parhez bhi kuch nahi hain.

Es liye aapkay liye kaafi aasan zawkat hain ye…!

120 din k bad rozana 131 martba parha karay.

Essay kya faeda hoga ek to aapkay rizq me behad barkat hogi aur agar bandish hain to dur hogi,daemi wird karnay se yani mudawmat se koi bandish nahi kar paega.na kabi tangdast rahaegay.eskay elawa saanp bichhu sher jaisay muzee janwaron se hifazat rahegi aur kabhi amil ko dank nahi maraega.aur kabhi itfaq se samna ho bhi jaega to amil ko dekh kar sar juka kar bhag jata hain.aur bhi behad fawaed hain jo zakwat ada karnay walay pe khulaengay.

Tangdasti Door Karne ka Wazifa

 Bismi Allahi arrahmani arraheem

In the name of Allah, the most Gracious, the most Merciful

Mujay Rozana Aisay Mail Aur Msg Aatay Hain Jismay Log Apnay Masael Likh Kar Uska Rohani Hal Chahtay Hain.Har Ek Ki Mushkil Aur Uskay Masael Alag Hota Hain Aur Jab Main Un Tamami Mas'alay Ka Itr Nikalta Hun To #ZIADATAR Mujay Masael Paida Honay Ki Wajah 'Rupay  Ki Kami,Amdani Na Hona Ye Hi Milti Hain.Es Parayshani K Liye Huzur Nabi e Pak Sallallahu Alayhi w Aalehi w Sallam Ne Rohani  Tareeqay Ham Ummati Ko Bataya Hain.Jismay Sab Se Ziada AasanAur Qawee ul Asar Tareeqa Hain Huzur Nabi e Aalmiyaan  Sallahu Alayhi w Aalehi w Sallam PeDurood Sharif Parhtay Rahna.Aur Istagfar Kartay Rahna.





Umiid Hain Aap En Pay Amal Paira Ho Jaengay Aur Allah Ki Rahmat Aapko Dhundhti Hui Dher Saara Ina'am o Ikram Liye Aaegi.Namaz Ki Pabandi Karay Aur Sath Me Ek Aur Amal Bata Raha Hun Jisko Bhi Apnalay Insha Allah Rizq Ki Tangi Aapkay Aaspas Kabi Nahi Bhatkaygi.


Shart Ek Rahegi Ki Amal Kisi Pe Zahir Na Karay.Kisi Ko Ye Amal Bataye Bhi To Ye Na Bataye Ki Aap Bhi Amal Kar Rahay Hain.


Sab Se Pahlay To Aapko Namaz Ki Pabandi Karna Hain Aur Fajr Ki Namaz K Bad Ya Phir Tuloo Aftab K 20 Minits K Bad Surah e Yaseen Sharif Parhna Hain.Awwal o Aakhir 3-3 Martba Durood e Pak Parhay Aur Agar Durood Tunajjina Sharif Parhay To Behtar Hoga Warna Jo Bhi Aapko Yad Hain Wo Durood e Pak Parhlijye.


Ab Yaseen Parhna To Hain Lekin Meri Likhi Hui Tarkeeb Se Parhna Hain.


TARKEEB  Ye Hai.


Durood Sharif K Bad Bismillah Sharif Parh Kar Jab Aap Yaseen Parhna Shuru Karay Aur Lafz مبین Mubeen Pe Pahochay To Wo Lafz Parhnay K Bad...


Aapko 200 Martba  الوھابُ Al Wah-habo


Parhna Hain Aur Uskay Bad 44 Martba اللطیفُ Al Lateefo


Parhna Hain.Phir Yaseen Sharif Ko Aagay Parhna Shuru Karay Aur Dusra Mubeen Aaen Uspay Thahar Jaen Aur Jaisay Pahlay Dono Asma Parhay Thay Thik Waisay Hi Dono Asma Usi Tadad Me Parhay Yani Ki Al Wah-habo 200 Martba Aur Al Lateefo 44 Martba Aur Phir Aagay Yaseen SharifParhna Shuru Karay.


Yaseen Sharif Me Kul 7 Mubeen Hain.Aur Aapko Har Mubeen Pe Ye Dono Asma Likhi Tadad Me Parhna Hain.


Koi Parhez Nahi Hain.Aur Har Martba Jab Mubeen Pe Thehray Aur Asma Ka Wird Karay To Apnay Maqsad Ka Dil Me Taswoor Karay Aur Jab Yaseen Sharif Pura Parhlay To Aakhir Me Allah Ki Huzur Apnay Rizq Me Barkat Ata Karnay K Liye Farakhi Ata Karnay K Liye Dil Se Aur RoRo Kar Dua Karay.Rozana Fajr K Bad  Ya Tuloo Aftab k Baad Amal Karay Aur Phir Apna Jo Bhi Kam Kaj Hain Usmay Lag Jaen Insha Allah Dhiray Dhiray Aur Allah Chahay To Usi Roz Aapko Amal Ka Asar Nazar Aaega.Kam Se Kam 41 Din Zaroor Karay Aur Agar Zindgi Bhar Kisi K Aagay Hath Faylana Nahi Chahtay Hain To Esay Apnay Mamol Banalay Aur Rat Ko Isha Bad Ek Martba Surah e Waqiya Parh Liya Karay.


Shart Ek Hain Ki Kisi Se Amal Ka Tajorba Share Na karay.Ki Mainay Ye Amal Kiya Aur Mujay Ye Faeda Hasil Huva.


*Tadad Jo Parhnay Ki Likhi Hain Usmay Kami Beshi Na Ho Jaen Eska Khyal Rakhyega.aur Kisi Sabb Waqt Pe Na Parh Paen To Jo Bhi Waqt Milay Parhliya Karay Taki Amal Pura Kharab Na ho Aur Mehnat Ka Phal Milay.


Main Aapka Khadim Bhi Hun Bhai Bhi Hun Aur Mujay Meray Murshid Ki Ata Se Ye Amal Mila Hain.Aap Sab Ki Bhalayi K  Liye Post Ki Hain.Ummid Hain Aap Kabool Kar Apnay Masael Ka Hal Jo Ki Maali Tangi Aur Gurbat Hain Ussay Nijat Hasil Karaengay.Agar Faeda Hasil Ho To mMray Murshid Ki Sehat K Liye K Liye Dua Karyega. Muj Gunahgar K Liye Hath Utha Kar Dua Kardijyega Taki Aakhirat Me Ye Gunahgar Apnay Kartooto K Baaes Sharminda Na Ho.Aur Aap Sab Ki Duaon K Sabb Meri Bakhshih ho jaen..!

Nazar e Bad ka ilaj

 

Sab se pahlay samjlay ki nazr e bud misl e zahar hain.jisko Allah ta’al ne b’az insano ki aankhon me paida kar diya.jis tarah bichhu ka dank hain,aur sanp k munh me zahar de diya hain.esi tarha kuch insano ki ankhon me zaharili taseer paida kardi gayi hain.nazar sheesha to kya pattha ko tod deti hain.dariyaon k pani ko sukha deti hain.aur insan ko jab lag jati hain to kabristan me pahocha deti hain.nazar jab haray bharay baago ko lagti hain to darakhton ko sukha deti hain.aisa nahi ki nazar sirf insano ko laga karti hain,ye insan makaan dukaan,bag khet,karkhana,aamdani,paidavar,maal daulat,garz ki har chiz ko lag jati   hain.

NAZAR E BAD KI ALAMATAY


Ye hain ki jab insan ko lagti hain to achanak bimar ho jata hain,badan me susti bhar jati hain,dimag kaam nahi kar pata,yaddast kamzor parh jati hain,badan me kamzori aajati hain,chid chidapan aajata hain,gumsun rahta hain,wo khud nahi samjpata k i usay kya huva hain.jab karobar me lagti hain to chalta huva karobar ruk jata hain aur din b din sell girti jati hain,aur dukan ya showroom band karnay ki naubat aajati hain.


agar janwar ko lagay to janwar dudh dena band kardeta hain,bimar ho jata hain,aur agar waqt pe elaj na kiya jaen to maut bhi ho jati han.


agar bacho ko lagti hain to bacha rota rahta hain,zid karta hain,na khelta hain na thik se sota hain aur na kahin chain se baithta hain.bukhar bhi aajta hain.Rupay/daulat ko nazar lagti hain to barkat khatm ho jati hain aur rupay ki tangi hoti hain,kharchay barh jatay hain,income kam ho jati hain,yahan tak ki sari bachat bhi khatm hojati hain aur insan qarz me mubtila ho jata hain.jaisay rupay aur uskay darmiyan ek dushmani si ho jati hain.


aisy kai alamatay hain.aur ye sahar jadu se milti julti alamatay hain.to kisi amil se rabta karnay se pahlay meri es post me diye qurani w ahadis ki duaon ka sahara le ke khud elaj karay aur dekhay ki fark ho raha hain ya nahi?agar 40 din kisi amal ko karay aur koi fark na ho to kisi achay amil se rabta kar saktay hain.bahot mumkin hain ki aap jisay sahar jadu ka mamla samj rahay hain wo nazar e bad ki tabahi ho.


sahar ki aur nazar ki alamatay ek si hain,esliye aap ko lagay ki shayid kisi ne jadu tona kiya hain aur aap ek musibat se dusri me gir jaen,kyu k amil aksar hazrat bagair fees to kaam nahi karaengay?


sahar aur nazar ki alamatay kuch miti julti kyu?esay main yahan samjanay ki koshish karta hun,


Nazar e bad lagana bhi ek amal sifly hain.aur ye baqaeda sikha jata hain,aur hamaray gaon me to ye aam hain gair muslim me jo ye sifli amal kartay hain.hamaray gaon me ek kaum hain,gair muslim jiska bacha bacha sifli ka mahir hain.agar parinday ko ek nazar dekhlay to wo zameen par gir parhta hain.agar kisi k ghoday ko ek nazar dekhlay to ek saat me wo mar jata hain.aur ye log apnay ek aur amal k liye bhi mash'oor hain ki wo ek post card me ibarat likh detay hain agar  usay koi bar bar parhaega to wo sakht bimar ho jata hain.aur agar koi kisi k jodo me ya sinay me hath me dard paida karna chahta hain to wo bhi kar detay hain.


enlogon se hi pata chala hain ki nazar e bad ka amal sikhnay k liye wo khas din se sub'ah apni potti ko ek neem ki sali se chakhtay hain,kuch din k es amal se usmay nazar e bad ki quwat e bad paida ho jati hain aur wo jisko dam bhar dekhlay to usay lag jati hain.

aur ye bhi mujay pata chala ki kuch insan me bhi ye nazar e bad ki quwat e bad apnay aap paida ho jati hain wo kyu?wo bichara to aisa koi amal nahi karta phir bhi uski nazar sab ko lag jati hain.jisay aam tor par nazar ka bhaari kaha jata hain.ye us sakhs ko hota hain jisay bachpan me pait me kidaay [kaddu danay] hotay hain.pait k kiido ki khurak bhi insan k aat me rahi potii hi hain aur jiskay pait me ek lambay waqt tak ye kiday rahtay hain to us insan ki nazar me bhi ye asrat e bud paida ho jata hain aur uski nazar bhari ho jati hain.aisay insan ko jab bhi koi chiz maloom ho to 


ماشاء اللہ ولا قوة الا باللہ 
kahna chahiye.essay nazar e bad ka asar zael ho jata hain.Nazar ka lagna haq hain aur 
Esliye Allah rabbul izzat ne nazar se hifazat k liye apnay habib sallallahu alayhi w sallam  k tufayl eska elaj bhi zahir farmaya hain.jaisay ki hazrat khwaja hasan basri radiallahu anhu ne irshad farmaya hain ki agar kisi shakhs ko apnay ya apnay maal wagaira ko nazar lagnay ka andesha ho to surah  e noon ki aakhri aayat 3 bar parh kar andesha wali chiz pe dam karay…wo aayat ye hain…

وَإِن يَكَادُ الَّذِينَ كَفَرُوا لَيُزْلِقُونَكَ بِأَبْصَارِهِمْ لَمَّا سَمِعُوا الذِّكْرَ وَيَقُولُونَ إِنَّهُ لَمَجْنُونٌ 
وَمَا هُوَ إِلَّا ذِكْرٌ لِّلْعَالَمِينَ 

yakadu allazeena kafaroo layuzliqoonaka biabsarihim lamma samiAoo alzzikra wayaqooloona innahu lamajnoonun Wama huwa illa thikrun lilAAalameena



Aur koi chiz bahot acchi maloom ho chahay wo maal ho ya aulad ya makaan ya baag ya khait ya koi karobar ho baherkaif usi waqt…
ماشاء اللہ ولا قوة الا باللہ
masha Allah wala quwat ila billah. 

parh liya jaen.kyu ki eskay parhnay se Allah ta'ala nazar e bud ki asar ko zael kar deta hain,taseer ko rok deta hain.


aur agar kisi shakhs ko maloom ho jaen ki uski nazar bahot sakht hain to usay chahiye ki wo aisy kisi chiz ko nazar bhar dekhay hi nahi.aur kabhi dekh bhi layto usi waqt usko ye dua parhni chahiye...


اللهّم بارك عليه  
Allahumma barik alayh

hazrat shaikh abul qasim rahmatullah alayh ne Sirat me byaan kiya hain ki ek baar ek larhka sakht bimar huva ki marnay k kareeb ho gaya tha to ek roz mainay nabi e akram sallallahu alayhi w aalayhi w sallam ko khwab me dekha ki aap sallallahu alayhi w aalayhi w sallam  ne farma rahay hain ki Tu aayaat e shifa se abtak kyu gafil raha?[matlab en aayaat k zariye  elaj kyu nahi kiya?]


AAYAAT AS-SHIFA YE HAIN....

وَيَشْفِ صُدُورَ قَوْمٍ مُّؤْمِنِينَ

wa yashfi sudoora qawmin mumineena
(at-Tawba, 9:14)


يَا أَيُّهَا النَّاسُ قَدْ جَاءتْكُم مَّوْعِظَةٌ مِّن رَّبِّكُمْ وَشِفَاء لِّمَا فِي الصُّدُورِ وَهُدًى وَرَحْمَةٌ لِّلْمُؤْمِنِينَ

Yaa ayyuha an-naasu qad ja’atkum maw`izhatun min rabbikum wa shifaun limaa fee as-sudoori wa hudan wa rahmatun lil-mumineen. (Yunus, 10:57)


َيخْرُجُ مِن بُطُونِهَا شَرَابٌ مُّخْتَلِفٌ أَلْوَانُهُ فِيهِ شِفَاء لِلنَّاسِ

yakhruju min butooniha sharaabun mukhtalifun alwaanuhu feehi shifaun lin-naas
 (an-Nahl, 16:69)

وَنُنَزِّلُ مِنَ الْقُرْآنِ مَا هُوَ شِفَاء وَرَحْمَةٌ لِّلْمُؤْمِنِينَ

Wa nunazzilu mina al-qurani ma huwa shifaun wa rahmatun lil-mumineen(an-Najm, 17:82)

وَإِذَا مَرِضْتُ فَهُوَ يَشْفِينِ

Wa idha maridtu fahuwa yashfeeni
(ash-Shu`ara, 26:80)


قُلْ هُوَ لِلَّذِينَ آمَنُوا هُدًى وَشِفَاء

qul huwa lil-ladheena amanoo hudan wa shifaun
(al-Fussilat, 41:44)

*ES AYAAT SE ELAJ KA TAREEQA YE HAIN KI BISMILLAH W SURAH E FATEHA SHARIF PARH KAR 21 BAR YE AAYAT E SHIFA SHARIF PARHA JAEN AUR PANI PE DAM KARKAY NAZR E BUD K MARIZ KO PILAYA JAEN AUR SUB'AH SHAM 3-3 BAR AAYAT E SHIFA PARH KAR MARIZ PE DAM KIYA JAEN.11 DIN K AMAL SE ASAR ZAEL HO JAEGA.AUR EN BISMILLAH W SU.FATEHA SHARIF K SATH AAYAT SHIFA CHINI KI RAKAABI PE LIKH KAR 3 WAQT PANI SE DHO KAR PILAYI BHI JA SAKTI HAIN,ESSAY BHI 11 YA 21 DIN KAR SAKTAY HAIN.

*AUR YE AAYAT E SHIFA HAR MARZ CHAHAY CHOTA YA BARHA KOI BHI LA ELAJ MARZ KA ELAJ HAIN.UPAR LIKHI KISI BHI TARKEEB SE ELAJ KIYA JAEN,INSHALLAH HAR MARZ SE SHIFA HASIL HOGI.


BACHO KO NAZAR LAGNA:


Jo bachay sehatmand aur khubsoorat hotay hain wo aksar nazar e bud ka shikar hotay hain,aur aksar apnay gharwalon ki nazar lag jati hain.eska ek elaj to upar likh diya ki kisi bhi chiz ko ya aisay bachay ko dekh kar "masha Allah wala quwat ila billah." kahay.


chotay bachho ko nazar lag jaen to 3 bar su.kausar parh kar chehray pe dam kiya jaen.aisa 3 din tak karay,inshallah essay bhi asar zael ho jata hain.


MAKAN W DUKAN KO NAZAR SE BACHANA:


agar apnay makan par ya dukaan upar "MASHALLAH"khubsoorati se likhwaya jaen ki logon ki nazar uspay parhay to inshallah makaan w duakan buri nazar se mahfooz rahti hain.


KHUD KO YA KISI GHAR K FARD KO NAZAR LAGNA:


upar mainay tareeqa bataya hain ki kis tarha se nazar dur ki ja sakti hain.ek aur tareeqa nazar ko dur karnay ka ye hain ki ek sufaid kagaz pe khanay k zard rang se ek bar surah e fateha ek bar aaytul kursi aur aur 4ro Qul ek ek bar likh kar  usay mariz k galay me taweez me rakh kar pahnaye aur sub'ah w sham 3 din tak ye hi surah ya mariz pe dam ki jaen ya pani pe dam karkay pilaya jaen.


*esi tarha aap ye dhaga bhi bana kar estemal kar saktay hain wo yun ki kisi sabz dhagay pe ek girah de aur ek bar ye aayat par kar dam karay aur girah laga de..



وَإِن يَكَادُ الَّذِينَ كَفَرُوا لَيُزْلِقُونَكَ بِأَبْصَارِهِمْ لَمَّا سَمِعُوا الذِّكْرَ وَيَقُولُونَ إِنَّهُ لَمَجْنُونٌ 
su.Qalam, 51

esi tarha dhagay pe 11 girah de aur har girah pe ek bar dam karna hain.es dhagay ko aap mom jama karkay galay me pahnay ya apnay bachho ko ya aurat ko ya samaan me ya dukan me ya janwaron ko pahnaye inshallah nazar ka asar zael ho jaega.ye dhaga main khud dam karkay rakhta hun aur taqseem karta hun aur bahot hi mufeed hain.

HAMELA W BACHHO KO NAZAR E BAD SE MAHFOOZ RAKHNAY K LIYE:


En aayaat sharifa ko zafran w arq gulab se ya khanay k zard rang se en ayaat ko likh kar momjama karkay hamela k sidhay bazu pe bandh de to hamela w uskay shikam ka beta nazar e bad se mahfooz rakhta hain.bachay ki wiladat k bad esay bachay k galay me pahnaye to wo bhi har nazar k khatrat se mahfooz rahta hain.



wo aayat e sharifa ye hain...

إِذْ قَالَتِ امْرَأَةُ عِمْرَانَ رَبِّ إِنِّي نَذَرْتُ لَكَ مَا فِي بَطْنِي مُحَرَّرًا فَتَقَبَّلْ مِنِّي إِنَّكَ أَنتَ السَّمِيعُ الْعَلِيمُ 
فَلَمَّا وَضَعَتْهَا قَالَتْ رَبِّ إِنِّي وَضَعْتُهَا أُنثَى وَاللّهُ أَعْلَمُ بِمَا وَضَعَتْ وَلَيْسَ الذَّكَرُ كَالأُنثَى وَإِنِّي سَمَّيْتُهَا مَرْيَمَ وِإِنِّي أُعِيذُهَا بِكَ وَذُرِّيَّتَهَا مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ فَتَقَبَّلَهَا رَبُّهَا بِقَبُولٍ حَسَنٍ وَأَنبَتَهَا نَبَاتًا حَسَنًا وَكَفَّلَهَا زَكَرِيَّا 
su.imran aayat 35/36

yahan mainay nazar e bad w ussay bachnay k aur nazar e bad k asar ko dur karnay k tareeqay bataye hain,jo ba aasaani aap kar saktay hain.ummid hain ki jo bhi mere bhai ya bahan es post se faeda uthaengay wo mere murshid aur mere liye dua karaengay aur main bhi dua karta hun ki Allah ta'ala apnay habib sallallahu alayhi w aalehi w sallam aapko aapkay ahl o ayaal ko karobar ko har buri nazar se bachaye aameen...!

Black Magic Cure in Islam

 


What is the treatment for someone who has been affected by sihr (magic or witchcraft, including spells aimed at causing hatred or love)? How can the believer save himself from this or avoid being harmed by it? Are there any du’as or dhikrs (supplications or words of remembrance) from the Quran or Sunnah (prophetic teachings) for these things?

If you want to cure by yourself so here is different ways to deal with magic but if your case is serious so you must need a powerful healing master. Here is contact of Babar Sultan Qadri with is authentic healer and he is treating peoples since 9 years.

There are different kinds of treatment:

1 – He can look at what the sahir (person who practices sihr/magic) has done. For example, if he has put some of his hair in a place, or in a comb, or somewhere else, if it is discovered that he has put it in such-and-such a place, it should be removed and burnt or destroyed. This will cancel out what has been done and will foil the intentions of the sahir.

2 –The sahir should be forced to undo what he has done, if his identity is known. It should be said to him, “Either you undo what you have done, or you will be executed.” After he has undone it, he should still be executed by the authorities, because the sahir should be killed without being asked to repent, according to the correct view. This is what was done by ‘Umar (may Allah be pleased with him), and it was narrated that the Messenger (peace and blessings of Allah be upon him) said: “The punishment of the sahir is to strike him with the sword (i.e., execute him).” When Hafsah Umm al-Mu’mineen (may Allah be pleased with her) found out that a slave woman of hers was dealing with sihr, she killed her.

3 – Reciting Quran, for it has a great effect in removing (the effects of) sihr. Ayat al-Kursiy, the ayahs (verses) of sihr from Surat al-A’raf, Surat Yoonus and Surat Ta-Ha, Surat al-Kafirun, Surat al-Ikhlas and al-Mu’awwadhatayn should be recited over the person who has been affected by sihr, or into a vessel. Dua should be made for healing and good health; in particular the du’a which has been narrated from the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him):

“Allahumma Rabb al-Nas, adhhib al-bas washfi, anta al-Shafiy, la shifa a illa shifa uka, shifa an la yughadiru saqaman (O Allah, Lord of mankind, remove the evil and grant healing, for You are the Healer. There is no healing except Your healing, which does not leave any sickness).”

One may also recite the words used by Jibreel (peace be upon him) when he treated the Prophet (peace and blessings of Allah be upon him) with ruqyah:

“Bismillah urqeek, min kulli shay in yu dheek, wa min sharri kulli nafsin aw ‘aynin hasidin Allah yashfeek, bismillah urqeek (In the name of Allah I perform ruqyah for you, from everything that is harming you, from the evil of every soul or envious eye may Allah heal you, in the name of Allah I perform ruqyah for you).”

This should be repeated three times, as should the recitation of “Qul Huwa Allah Ahad” and al-Mu’awwadhatayn.

He may also recite the above into water, some of which should be drunk by the person who has been affected by sihr, and he should wash with the rest, one or more times as needed. This will remove the sihr by Allah’s leave. This was mentioned by the scholars (may Allah have mercy on them), and by Shaykh ‘Abd al-Rahman ibn Hasan (may Allah have mercy on him) in Fath al-Majeed Sharh Kitab al-Tawheed, in (the chapter entitled) Bab Ma ja a fi’l-Nushrah, and by others.

4 – He can take seven green lotus leaves, grind them up, and put them into water, then recite into it the ayahs and surahs (verses and chapters) mentioned above, and the du’as. Then he can drink some and wash with the rest. This is also useful for treating a man who is being kept from having intercourse with his wife. Seven green lotus leaves should be placed in water, the verses referred to above should be recited into it, then he should drink from it and wash with it. This is beneficial, by Allah’s leave.

The verses which should be recited into the water and the lotus leaves for those who have been affected by sihr and the one who is being prevented from having intercourse with his wife because of sihr are as follows:

1-    Surat al-Fatihah

2-     Ayat al-Kursiy from Surat al-Baqarah, which is as follows (interpretation of the meaning):

“Allah! La ilaha illa Huwa (none has the right to be worshipped but He), Al-Hayyul-Qayyum (the Ever Living, the One Who sustains and protects all that exists). Neither slumber nor sleep overtakes Him. To Him belongs whatever is in the heavens and whatever is on the earth. Who is he that can intercede with Him except with His Permission? He knows what happens to them (His creatures) in this world, and what will happen to them in the Hereafter. And they will never encompass anything of His Knowledge except that which He wills. His Kursiy extends over the heavens and the earth, and He feels no fatigue in guarding and preserving them. And He is the Most High, the Most Great.” [2:255]

3-     The verses from Surat al-A’araf, which are as follows (interpretation of the meaning):

“[Pharaoh] said: ‘If you have come with a sign, show it forth, if you are one of those who tell the truth.’

Then [Musa] threw his stick and behold! it was a serpent, manifest!

And he drew out his hand, and behold! It was white (with radiance) for the beholders.

The chiefs of the people of Pharaoh said: ‘This is indeed a well-versed sorcerer;

He wants to get you out of your land, so what do you advise?’

They said: ‘Put him and his brother off (for a time), and send callers to the cities to collect —

That they bring to you all well-versed sorcerers.’

And so the sorcerers came to Pharaoh. They said: ‘Indeed there will be a (good) reward for us if we are the victors.’

He said: ‘Yes, and moreover you will (in that case) be of the nearest (to me).’

They said: ‘O Musa! Either you throw (first), or shall we have the (first) throw?’

He [Musa] said: ‘Throw you (first).’ So when they threw, they bewitched the eyes of the people, and struck terror into them, and they displayed a great magic.

And We revealed to Musa (saying): ‘Throw your stick,’ and behold! It swallowed up straight away all the falsehood which they showed.

Thus truth was confirmed, and all that they did was made of no effect.

So they were defeated there and returned disgraced.

And the sorcerers fell down prostrate.

They said: ‘We believe in the Lord of the ‘Alameen (mankind, jinn and all that exists).

The Lord of Musa and Harun.’”  [7:106-122]

4-     The verses from Surat Yoonus, which are as follows (interpretation of the meaning):

“And Pharaoh said: ‘Bring me every well-versed sorcerer.’

And when the sorcerers came, Musa said to them: ‘Cast down what you want to cast!’

Then when they had cast down, Musa said: ‘What you have brought is sorcery, Allah will surely make it of no effect. Verily, Allah does not set right the work of Al-Mufsidoon (corrupters).

And Allah will establish and make apparent the truth by His Words, however much the Mujrimun (criminals) may hate (it).’” [10:79-82]

5-     The verses from Surat Ta-Ha, which are as follows (interpretation of the meaning):

“They said: ‘O Musa! Either you throw first or we be the first to throw?’

[Musa] said: ‘Nay, throw you (first)!’ Then behold! their ropes and their sticks, by their magic, appeared to him as though they moved fast.

So Musa conceived fear in himself.

We (Allah) said: ‘Fear not! Surely, you will have the upper hand.

And throw that which is in your right hand! It will swallow up that which they have made. That which they have made is only a magician’s trick, and the magician will never be successful, to whatever amount (of skill) he may attain’” [20:65-69]

6-    Surat al-Kaafirun

7-     Surat al-Ikhlas and al-Mu’awwadhatayn (i.e., Surat al-Falaq and Surat al-Nas) – to be recited three times.

8-     Reciting some of the du’as prescribed in sharee’ah, such as:

“Allaahumma Rabb al-Nas, adhhib al-ba s wa’shfi, anta al-Shafiy, la shifa a illa shifa uka, shifa an la yughadiru saqaman (O Allah, Lord of mankind, remove the evil and grant healing, for You are the Healer. There is no healing except Your healing, which does not leave any sickness).”

If the above verses etc. are recited directly over the person who has been affected by sihr, then the reciter blows on his head and chest, these are also among the means of healing, by Allah’s leave, as stated above.

Global Visa Consultant Lahore

Address: 274, Block F Phase 1 Johar Town, Lahore, Punjab 54000
M: +923 111 762 324
E: globalvisa30@gmail.com
URL: globalvisaconsultant.com
E: info@globalvisaconsultant.com

Recent Comments

Categories

15 Benefits of Reciting Ayatul Kursi 4 Qul 4 Qul Tarjuma ke sath 40 Hadith Collection 40 Rabbana 40 Ya-Rabbana Adhkaar on Friday Ahad Nama Ayat-e-Shifa Ayat-ul-Kursi-Tarjuma ke sath Ayatul Kursi Ayatul Kursi Benefits Beautiful Dhikr Benefits & Advantages of Ayatul Kursi According To Hadees Benefits And Power of Reciting 4 Qul of Quran benefits of Ahad Nama Benefits of Darood e Akbar Benefits of Darood Sharif Benefits of Dua Mughni Benefits of Dua Suryani Benefits of Dua-e-Hajat Benefits of Dua-e-Jamilah Benefits of Durood-e-Taaj Benefits of Nad-e-Ali Benefits of Ramadhan Fasting Benefits of Surah Ar-Rahman Benefits of Surah Yasin Black Magic Cure in Islam Charon Qul Cure of Magic Cure with Manzil Darood e Akbar Darood e Akbar Benefits Darood e Akbar in Islam Darood Mustaghas Dua e Hajat Benefits Dua e Manzil Dua Mughni Dua Qadah Muazzam Dua Qufal Six Dua Saifi Benefits Dua Suryani Dua-e-Aman Dua-e-Hajat Dua-e-Hajat Benefits Dua-e-Jamilah Dua-e-Kanoot Durood Akseer-e-Azam Durood Kibrit Ahmar Durood Lakhi Durood Muqaddas Durood-e-Ibrahimi Durood-e-Taaj Durood-e-Taaj Benefits Durood-e-Tanjeena Eman Mufassil Eman Mujamal Heart of Quran Surah Yasin History of islam Hizbul Bahr Benefits Introduction to Methodology for Study of the Quran Istikhara Manzil Manzil Dua Manzil Dua Benefits Manzil Dua Cure Manzil Dua in Islam Manzil Dua Islam Most Powerful Darood e Akbar Most Powerful Durood-e-Taaj Nad-e-Ali Nad-e-Ali Benefits Nazar e Bad ka ilaj Qul Al-Falaq Qul Al-Ikhlas Qul Al-Kafirun Qul An-Nas Qurani Surah Benefits Ramadhan Khulasa-e-Quran Salatul Hajat Squandering and Miserliness Surah Yaseen tarjuma ke sath Surah Yasin Benefits Surat Al-Falaq Surat Al-Fatiha Surat Al-Ikhlas Surat Al-Kafirun Surat An-Nas Syed-ul-istighfar Tangdasti Door Karne ka Wazifa The Miracles of Islam The Prayer Of Need The Punishment of Being Sinful Virtues of Fasting in the Summer Taken from: Ibn Rajab al-Hanbalī’s “Latā’if Maʿārif” Virtues of reading Surah Al-Muzzammil Wazaif e Ghawsia Wazaif of Week What is Wudu Ya Salamo ka Wazifa